Saturday, June 20, 2009

Tanhaiyon ki aag mein....

ab teri yaad aayi toh koshish ke bawajood,
Aankhon mein aansoon ko chupaya na jaa saka,
Tanhaiyon ki aag mein hum jal gaye,
Magar faasla dilo ka mitaya na jaa saka!!!

No comments:

Post a Comment