Tuesday, June 30, 2009

Har koi milta hai hame mehmaan ki tarah

Dar dar bhatakte hain armaan ki tarah,
Har koi milta hai hame mehmaan ki tarah.
Khushi ki ummeed kya rakhen iss duniya se,
Yeh to gham bhi deti hai toh ek ehsaan ki tarah

No comments:

Post a Comment