Wednesday, June 17, 2009

Nikle thay kaha jane ke liye.....

Nikle thay kaha jane ke liye, pahunche hai kaha malum nahi
Ab apne bhatakte kadamon ko ,manzil ka nishan malum nahi!

Barbaad wafa ka afsana, hum kiss se kahe aur kaise kahe
Khamosh hai lab aur duniya ko, ashqon ki zuban malum nahi

No comments:

Post a Comment