Dil do to kisi ek ko,
Aur do to kisi nake ko,
Jo samjhe pyaar k matlab ko,
Jab tak na mile koi…
To try karte raho har ek ko.
Sunday, July 5, 2009
Sath chalne ke liye sathi chahiye
Sath chalne ke liye sathi chahiye,
Aansu rokne ke liye muskan chahiye,
Zinda rehne ke liye zindagi chahiye,
Aur zindagi jine ke liye aap chahiya.
Aansu rokne ke liye muskan chahiye,
Zinda rehne ke liye zindagi chahiye,
Aur zindagi jine ke liye aap chahiya.
Saza hai ye kisi ke intzar ki
Maat roko iss behte dard ko,
Saza hai ye kisi ke intzar ki,
Keh lo inhe ashk ya diwangi,
Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki
Saza hai ye kisi ke intzar ki,
Keh lo inhe ashk ya diwangi,
Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki
Dil se apka khayal jata nahin
Dil se apka khayal jata nahin,
Apke siwa koi yaad aata nahi,
Hasarat hai roz apko dekhu,
Par kambakt woh madari apko roz lata nahi.
Apke siwa koi yaad aata nahi,
Hasarat hai roz apko dekhu,
Par kambakt woh madari apko roz lata nahi.
Friday, July 3, 2009
Dil nahi lagta aap ko dekhe bina
Dil nahi lagta aap ko dekhe bina,
Dil nahi lagta aap ke bare mein soche bina,
Aakhen bhar aati hain yeh soch ke,
Kis haal mein honge aap hamare bina.
Dil nahi lagta aap ke bare mein soche bina,
Aakhen bhar aati hain yeh soch ke,
Kis haal mein honge aap hamare bina.
jaria tujhe karib se janne ka
Najaria alag tha tujhe dekhne ka,
Jaanna chahati thi tere maan ke tano ka,
Bhool jana agar galatfehmi hoto,
Ye to jaria tha tujhe karib se janne ka.
Jaanna chahati thi tere maan ke tano ka,
Bhool jana agar galatfehmi hoto,
Ye to jaria tha tujhe karib se janne ka.
achhi baat nahi....
Kisi ka nind chura k
Khud soo jana achhi baat nahi,
Pyaar k raah mein humsafar ban k
Chood jana achhi baat nahi.
Khud soo jana achhi baat nahi,
Pyaar k raah mein humsafar ban k
Chood jana achhi baat nahi.
Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hai
Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hai,
Unke khaton ko pani mein bahakar aaye hai,
Koi nikal kar paadh na le unhe,
Isliye pani mein bhi aag lagake aaye hai
Unke khaton ko pani mein bahakar aaye hai,
Koi nikal kar paadh na le unhe,
Isliye pani mein bhi aag lagake aaye hai
ishq ke andaaz...
ishq ke andaaz aur josheele ho gaye,
Husan ke nakhare aur nakhreele ho gaye,
Hum izhaar karne mein zara dheele kya huye,
Unke haath peele ho gaye.
Husan ke nakhare aur nakhreele ho gaye,
Hum izhaar karne mein zara dheele kya huye,
Unke haath peele ho gaye.
Mohabbat ki shamma...
Mohabbat ki shamma jala kar to deikho,
Zara dil ki dunia ko saja kar to deikho,
Agar ho na jaye mohabbat to kehna,
Zara hum se nazrain mila kar to deikho.
Zara dil ki dunia ko saja kar to deikho,
Agar ho na jaye mohabbat to kehna,
Zara hum se nazrain mila kar to deikho.
aankhe bandh na karna
Yaad aaye toh aankhe bandh na karna,
Hum chale bhi jaye toh ghum na karna,
Zaruri toh nai har rishte ka koi naam ho,
Par dosti ka ehsaas dil se kabhi kam na karna.
Hum chale bhi jaye toh ghum na karna,
Zaruri toh nai har rishte ka koi naam ho,
Par dosti ka ehsaas dil se kabhi kam na karna.
Muskurana sikh le
Chuu le aasmaan,
Zamin ki tu talash naa kar
Mazaa le le zindagi kaa ,
Khusiyon ki tu talash naa kar
Gamoh se door hokar,
Teri takdeer bhi badal jaayegi
Muskurana sikh le,
Uski vajai ki talash naa kar.
Zamin ki tu talash naa kar
Mazaa le le zindagi kaa ,
Khusiyon ki tu talash naa kar
Gamoh se door hokar,
Teri takdeer bhi badal jaayegi
Muskurana sikh le,
Uski vajai ki talash naa kar.
Ke dekhna wala dang ho jaye
Dosti mein itna pyaar lao
Ke dekhna wala dang ho jaye!
Dushman bhi aake tumse pouche,
Kya hum bhi tumhare dost baan jaye.
Ke dekhna wala dang ho jaye!
Dushman bhi aake tumse pouche,
Kya hum bhi tumhare dost baan jaye.
Aaj dil puch baitha
Aaj dil puch baitha,
Apni hi tasveer se,
Tune kya paya hai apni taqder se,
Aapki tasveer dil ko dikhai,
Aur kaha aisa dost paya hai dunia ki bheed main
Apni hi tasveer se,
Tune kya paya hai apni taqder se,
Aapki tasveer dil ko dikhai,
Aur kaha aisa dost paya hai dunia ki bheed main
Aksar dosti karne wale
Aksar dosti karne wale,
Apne dost ki taarif karte rehte hai,
Taki wo unse juda na ho jaye!
Hum isliye khamosh rahte hai,
Taki un par koi aur fida na ho jaye.
Apne dost ki taarif karte rehte hai,
Taki wo unse juda na ho jaye!
Hum isliye khamosh rahte hai,
Taki un par koi aur fida na ho jaye.
Thursday, July 2, 2009
Kuch kadam tum badaoo
Kuch kadam tum badaoo
Kuch kadam hum badai
Kuch wade aap nibhaoo
Kuch hum nibhaye
Aur dekhna ek din hum ek ho jayenge.
Kuch kadam hum badai
Kuch wade aap nibhaoo
Kuch hum nibhaye
Aur dekhna ek din hum ek ho jayenge.
Dil ka dard jab panno par aa jata hai
Dil ka dard jab panno par aa jata hai
Ek aansu bhi dariya ban jata hai.
Dil k tutne ki aawaz bhi nahi aur
Sara dard gazal ban jata hai.
Ek aansu bhi dariya ban jata hai.
Dil k tutne ki aawaz bhi nahi aur
Sara dard gazal ban jata hai.
Labels:
Hindi SMS Shayari,
hindi sms world,
hindi text,
on
Suraj ki pahli kiran
Suraj ki pahli kiran khushi de aapko,
Dusri kiran hasi de aapko,
Tisri tandarusti aur kamyabi,
Bas aab jyada nahi warna garmi lagegi!!!
Good Morning
Dusri kiran hasi de aapko,
Tisri tandarusti aur kamyabi,
Bas aab jyada nahi warna garmi lagegi!!!
Good Morning
Labels:
Hindi SMS Shayari,
hindi sms world,
hindi text,
on
jannat tumhe mil jaaye
Zamane ki har jannat tumhe mil jaaye,
Ye aasma ye zamin tumhari hogi,
Mujhse keh bhi na paaoge usse pehle,
Mere hisse ki har khushi tumhari hogi.
Ye aasma ye zamin tumhari hogi,
Mujhse keh bhi na paaoge usse pehle,
Mere hisse ki har khushi tumhari hogi.
Labels:
Hindi SMS Shayari,
hindi sms world,
hindi text,
on
rishta tod gaye
Saaye ki tarah saath rahne wale
Hamse rishta tod gaye,
Hakikat main milna mumkin nahi tha
To khwabon mein bhi aana chhod gaye.
Hamse rishta tod gaye,
Hakikat main milna mumkin nahi tha
To khwabon mein bhi aana chhod gaye.
Labels:
Hindi SMS Shayari,
hindi sms world,
hindi text,
on
naye dost milenge
Zindagi mein hamesha naye dost milenge,
Kahi ziyada to kahi kum milenge.
Aitbaar zara soch kar karna,
Mumkin nahi tumhe har jagah hum milenge.
Kahi ziyada to kahi kum milenge.
Aitbaar zara soch kar karna,
Mumkin nahi tumhe har jagah hum milenge.
Padai ke saath refreshment hai
Padai ke saath refreshment hai
Exam ke saath cheat hai
Aur har acchi ladki ke saath
Yah to Uska bhai yah to koi boy friend hai.
Exam ke saath cheat hai
Aur har acchi ladki ke saath
Yah to Uska bhai yah to koi boy friend hai.
wo khush reh payenge
Bhula kar hamein wo khush reh payenge,
Sath mein nahi to mere jane k baad muskurayenge,
Dua hai khuda se ki unhe kabhi dard na dena,
Hum to sahaingaye par wo toot jayenge.
Sath mein nahi to mere jane k baad muskurayenge,
Dua hai khuda se ki unhe kabhi dard na dena,
Hum to sahaingaye par wo toot jayenge.
Wednesday, July 1, 2009
chirago mein roshni na rahegi
Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi,
Tere bina chirago mein roshni na rahegi,
Kya kahe kya guzregi dil par,
Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.
Tere bina chirago mein roshni na rahegi,
Kya kahe kya guzregi dil par,
Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.
Karte hai log dil ki baate mandir pe
Karte hai log dil ki baate mandir pe
Koi chauk pe to koi hari ped ki chhau me
Hoti hai bohot ki muraade puri jake valentine me
Aaj magar hum kuch khaas karte hai
Ke bulate hai apko hum smsfunonline pe
Koi chauk pe to koi hari ped ki chhau me
Hoti hai bohot ki muraade puri jake valentine me
Aaj magar hum kuch khaas karte hai
Ke bulate hai apko hum smsfunonline pe
loog badal jate hai !!!
Taraste the jo milne ko kabhi,
Aaj wo kyon mere saaye se katrate hain!
Hum bhi wahi dil bhi wahi,
Na jane kyon loog badal jate hai !!!
Aaj wo kyon mere saaye se katrate hain!
Hum bhi wahi dil bhi wahi,
Na jane kyon loog badal jate hai !!!
kya khud bhi uska tha
Manzilein bhi uski thi,
Rastey bhi uske thay,
Ek mein akela tha,
Kafili bhi uska tha,
Sath sath chalney ki soch bhi uski thi ,
Phir rasta badalney ka faisla bhi uska tha,
Aaj mein akela hoon to dil ye sawal krta hai,
Log to uske they kya khud bhi uska tha…
Rastey bhi uske thay,
Ek mein akela tha,
Kafili bhi uska tha,
Sath sath chalney ki soch bhi uski thi ,
Phir rasta badalney ka faisla bhi uska tha,
Aaj mein akela hoon to dil ye sawal krta hai,
Log to uske they kya khud bhi uska tha…
Labels:
love messages,
love msgs,
romantic love sms messages
tanhaayi dhoondoge aansu bahane ko
Karoge yaad ek din iss pyaar ke zamaane ko,
Chale jayenge jab hum kabhi na waapas aane ko.
Chalega mehfil me jab zikr hamara koi,
To tum bhi tanhaayi dhoondoge aansu bahane ko.
Chale jayenge jab hum kabhi na waapas aane ko.
Chalega mehfil me jab zikr hamara koi,
To tum bhi tanhaayi dhoondoge aansu bahane ko.
tanhaayi dhoondoge aansu bahane ko
Karoge yaad ek din iss pyaar ke zamaane ko,
Chale jayenge jab hum kabhi na waapas aane ko.
Chalega mehfil me jab zikr hamara koi,
To tum bhi tanhaayi dhoondoge aansu bahane ko
Chale jayenge jab hum kabhi na waapas aane ko.
Chalega mehfil me jab zikr hamara koi,
To tum bhi tanhaayi dhoondoge aansu bahane ko
aankho mein samane ki tamanna
Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai,
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai,
Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe,
Sirf ek baar tujhe apna banane ki tamanna hai
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai,
Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe,
Sirf ek baar tujhe apna banane ki tamanna hai
aapke naam kar denge
Lafzon ki hansi aapke naam kar denge,
Har khushi aap par qurban kar denge,
Jis din hogi kami hamari dosti main,
Uss din zindagi maut ke naam kar denge.
Har khushi aap par qurban kar denge,
Jis din hogi kami hamari dosti main,
Uss din zindagi maut ke naam kar denge.
kaisa ye khel hai
Saam dhal k raat hone lagi hai
Nigahe apki band hoti nahin hai
Dil aur najar ka kaisa ye khel hai
K aapki tashwir najar se hati nahi hai
Nigahe apki band hoti nahin hai
Dil aur najar ka kaisa ye khel hai
K aapki tashwir najar se hati nahi hai
Hum kitne baad naseeb hai
Badal kitne khush naseeb hai
Door reh kar bhi zameen par baraste hai
Hum kitne baad naseeb hai
Pass reh kaar bhi milne ko taraste hai
Door reh kar bhi zameen par baraste hai
Hum kitne baad naseeb hai
Pass reh kaar bhi milne ko taraste hai
aapke naam kar denge
Lafzon ki hansi aapke naam kar denge,
Har khushi aap par qurban kar denge,
Jis din hogi kami hamari dosti main,
Uss din zindagi maut ke naam kar denge.
Har khushi aap par qurban kar denge,
Jis din hogi kami hamari dosti main,
Uss din zindagi maut ke naam kar denge.
antim saas lena chaunga.
Chidiya banke rehaan ke tarf udta chala jaunga,
Jalne k eashas hey magar loat kar wapas na aaunga,
Pyaar dukh ka sagar hai…Maloom hai..
Fir bhi dubta chala jaunga,
Bin tera bina kya jeena….
Ish se aacha tera gooad par
Mera antim saas lena chaunga.
Jalne k eashas hey magar loat kar wapas na aaunga,
Pyaar dukh ka sagar hai…Maloom hai..
Fir bhi dubta chala jaunga,
Bin tera bina kya jeena….
Ish se aacha tera gooad par
Mera antim saas lena chaunga.
aap ki yaad aati hai
Har raat ek dhun gungunati hai
Har ful se mahak jarur aati hai
Apke maan mein khayal tak naho
Par hame har waqkt aap ki yaad aati hai.
Har ful se mahak jarur aati hai
Apke maan mein khayal tak naho
Par hame har waqkt aap ki yaad aati hai.
Yaade rukti nahi rok panese
Yaade rukti nahi rok panese,
Dil rukta nahi kisi k samjhane se,
Ruk jati hai dhadkan tumhe bhool jane se,
Hum tumhe yaad karte hai jine k bahanese
Dil rukta nahi kisi k samjhane se,
Ruk jati hai dhadkan tumhe bhool jane se,
Hum tumhe yaad karte hai jine k bahanese
Zindagi har kisi ki ek zaisi nahi hoti
Zindagi har kisi ki ek zaisi nahi hoti,
Jo kisi matlab se ki jaaye, woh mohabbat nahi hoti,
Khwaabon ke aashiyane toh sabhi bana lete hai,
Par har khwaab haqeeqat mein badal jaayen,
Yeh har kisi ki kismat nahi hoti.
Jo kisi matlab se ki jaaye, woh mohabbat nahi hoti,
Khwaabon ke aashiyane toh sabhi bana lete hai,
Par har khwaab haqeeqat mein badal jaayen,
Yeh har kisi ki kismat nahi hoti.
Life mein kbhi...
Life mein kbhi compromise karna pade to don’t hesitate.
BCoz…
Jhukta wahi hai jisme jaan hoti hai.
Akad to murde ki pehchan hoti hai..
BCoz…
Jhukta wahi hai jisme jaan hoti hai.
Akad to murde ki pehchan hoti hai..
jab mulakat nahi hoti
Nikal te hai aanso, jab mulakat nahi hoti,
Tut jata hai dil, jab baat nahi hoti,
Aapki jaan ki kasam aap yaad na aaye,
Aisi koi subah, sham nahi hoti.
Tut jata hai dil, jab baat nahi hoti,
Aapki jaan ki kasam aap yaad na aaye,
Aisi koi subah, sham nahi hoti.
Yeh pyaari nigahein
Yeh pyaari nigahein yaad rahengi,
Mil kar na milne ki ada yaad rahegi,
Mumkin nahi ki main tumhe bhula doon,
Aur umar bhar tumhein bhi meri yaad na aaya
Mil kar na milne ki ada yaad rahegi,
Mumkin nahi ki main tumhe bhula doon,
Aur umar bhar tumhein bhi meri yaad na aaya
Dil ke pinjare main paal ker rakhna
Sanson main daal kar rakhan
Dil ke pinjare main paal ker rakhna
Toote dil ko sakoon dengi ye yaaden
En yadoon ko sada samhal kar rakhna
Dil ke pinjare main paal ker rakhna
Toote dil ko sakoon dengi ye yaaden
En yadoon ko sada samhal kar rakhna
Hame hasne hasane ki adat hai
Hame hasne hasane ki adat hai,
Nazron se nazren milane ki aadat hai,
Par hamari nazar to unse hai ja mili,
Jinhe nazren jhuka ke sharmane ki adat hai
Nazron se nazren milane ki aadat hai,
Par hamari nazar to unse hai ja mili,
Jinhe nazren jhuka ke sharmane ki adat hai
Ae dost teri dosti per naaz karte hai
Ae dost teri dosti per naaz karte hai
Har waqt milne ki fariyaad karte hai
Hame nahi pata gharwale batate hai
Hum neend mein bhi aapse baat karte hai.
Har waqt milne ki fariyaad karte hai
Hame nahi pata gharwale batate hai
Hum neend mein bhi aapse baat karte hai.
Pyaas bujhti nahi barsat guzar jati hai
Kitini jaldi ye mulaqat guzar jati hai,
Pyaas bujhti nahi barsat guzar jati hai,
Apni yadoon se keh du na aaya karein,
Neend aati nahi aur rat guzar jati hai.
Pyaas bujhti nahi barsat guzar jati hai,
Apni yadoon se keh du na aaya karein,
Neend aati nahi aur rat guzar jati hai.
Suno gaur se pepsi walo
Suno gaur se pepsi walo,
Buri nazar na coke pe dalo,
Chahe jitna dew pila lo,
Sabse aage hoga NIMBU PANI!!
Hai na hum pure hindustani
Buri nazar na coke pe dalo,
Chahe jitna dew pila lo,
Sabse aage hoga NIMBU PANI!!
Hai na hum pure hindustani
Jisne lakhoon haseen dekhe ho
Patti-patti gulab kya hogi,
Har kali mahaj khwab kya hogi !
Jisne lakhoon haseen dekhe ho,
Uski niyat kharab kya hogi !
Har kali mahaj khwab kya hogi !
Jisne lakhoon haseen dekhe ho,
Uski niyat kharab kya hogi !
Apni takdir likh pate hum
Kash haath ki lakire khinch pate hum,
Apni takdir likh pate hum,
Mumkin agar aisa hota toh,
Apni zindgi ki har khusi dost aapke naam kar jate hum.
Apni takdir likh pate hum,
Mumkin agar aisa hota toh,
Apni zindgi ki har khusi dost aapke naam kar jate hum.
sms karna chod do
Devdas kay baap ne kaha gaaon chord do.
Gaaon walon ne kaha paro ko chord do.
Paro ne kaha sharab chord do.
Maa ne kaha hawaili chod Do.
Per tum ko kis bewaqoof ne kaha ke sms karna chod do.
Gaaon walon ne kaha paro ko chord do.
Paro ne kaha sharab chord do.
Maa ne kaha hawaili chod Do.
Per tum ko kis bewaqoof ne kaha ke sms karna chod do.
Jo aansu na hote aankhon me
Jo aansu na hote aankhon me
To aankhen itni khoobsoorat na hoti
Jo dard na hota dil me
To khushi ki kimat pata na hoti
Jo bebafayee na ki hoti waqt ne
To judai main jine ki adat na hoti
To aankhen itni khoobsoorat na hoti
Jo dard na hota dil me
To khushi ki kimat pata na hoti
Jo bebafayee na ki hoti waqt ne
To judai main jine ki adat na hoti