Wednesday, July 1, 2009

Jo aansu na hote aankhon me

Jo aansu na hote aankhon me
To aankhen itni khoobsoorat na hoti
Jo dard na hota dil me
To khushi ki kimat pata na hoti
Jo bebafayee na ki hoti waqt ne
To judai main jine ki adat na hoti

No comments:

Post a Comment