Thursday, July 2, 2009

Dil ka dard jab panno par aa jata hai

Dil ka dard jab panno par aa jata hai
Ek aansu bhi dariya ban jata hai.
Dil k tutne ki aawaz bhi nahi aur
Sara dard gazal ban jata hai.

No comments:

Post a Comment