Pathar se wafa, butt se sada maang raha hoon,
Kyu aaj main sehra se ghata maang raha hoon,
Mudat se koi dil ko dukhane nahi aaya,
Aa jao koi zakham naya maang raha hoon,
Hai door bohat door meri dast-e-raas se,
Jo ghar main jale woh diya maang raha hoon,
Jo jurm mohabbat mein tujhe mera bana de,
Koi aisi pyaari si khata maang raha hoon,
Maaloom hai tum ghair ke ho jaoge,
Phir bhi tumhein pane ki dua maang raha hoon
Monday, April 27, 2009
Aisa kabhi na karna
Tum ruth jao mujhse
Aisa kabhi na karna
Main ek nazar ko tarsoon
Aisa kabhi na kerna
Main pooch pooch haroon
So so sawal kar ke
Aisa kabhi na karna
Main ek nazar ko tarsoon
Aisa kabhi na kerna
Main pooch pooch haroon
So so sawal kar ke
jalta hua ghar mila
Tanhai bhari zindagi ka safar mila,
Na saathi, na humsafar mila,
Hum diya jalta chhod gaye the unke liye,
Jab wapas laute toh jalta hua ghar mila.
Na saathi, na humsafar mila,
Hum diya jalta chhod gaye the unke liye,
Jab wapas laute toh jalta hua ghar mila.
jab hum aapko yaad karte hai
Aksar jab hum aapko yaad karte hai,
Apne rab se yehi fariyaad karte hai,
Umar humari bhi lag jaye aapko,
Hum toh vaise bhi maut ka intazar karte hai.
Apne rab se yehi fariyaad karte hai,
Umar humari bhi lag jaye aapko,
Hum toh vaise bhi maut ka intazar karte hai.
Humne dil toda
Humne dil toda dhadkano ke khauf se,
Apni basti hi mita di barishon ke khauf se,
Kaun kehta hai hume mohabbat raas aagayi,
Hum toh yun hi hans dete hai aansuon ke khauf s!!
Apni basti hi mita di barishon ke khauf se,
Kaun kehta hai hume mohabbat raas aagayi,
Hum toh yun hi hans dete hai aansuon ke khauf s!!
Hum tumhe pyaar karte hai itna
Hum tumhe pyaar karte hai itna,
Tumko kya pata kitna,
Baarish agar hoti hai bahar,
Such kaheta hoon, dekhlo paani ki boond hai jitna.
Tumko kya pata kitna,
Baarish agar hoti hai bahar,
Such kaheta hoon, dekhlo paani ki boond hai jitna.
Hamesa hasti raha karo
RAat aur din bus tumhari yaad aati hai,
Jab tum hasti ho toh kali kheel jati hai,
Jab tum roti ho toh kali sukh jati hai,
Hamesa hasti raha karo yahi duwa hai
Jab tum hasti ho toh kali kheel jati hai,
Jab tum roti ho toh kali sukh jati hai,
Hamesa hasti raha karo yahi duwa hai
Maine kaha qismat meri..
Ussne kaha kaun hai tu? Maine kaha hasrat teri..
Ussne kaha takta hai kya? Maine kaha surat teri..
Ussne kaha chahtay ho kya? Maine kaha mohabbat teri..
Ussne kaha pachtayega, Maine kaha qismat meri..
Ussne kaha takta hai kya? Maine kaha surat teri..
Ussne kaha chahtay ho kya? Maine kaha mohabbat teri..
Ussne kaha pachtayega, Maine kaha qismat meri..
roz milne ko dil karta hai
Unse roz milne ko dil karta hai,
Kuch sunne sunane ko dil karta hai,
Kisi ka manane ka andaaz aisa hai,
Roz rooth jane ko dil karta hai.
Kuch sunne sunane ko dil karta hai,
Kisi ka manane ka andaaz aisa hai,
Roz rooth jane ko dil karta hai.
thukra gaye mujhe
Kitne itminaan se woh thukra gaye mujhe,
Aansoo bana ke aankh se tapka gaye mujhe,
Kaisi yeh rehbari thi yeh kaisa fareb tha,
Manzil dikha ke raah se bhatka gaye mujhe
Khamosh nigahon se kahani suna gaye,
Lafzon ke har phair mein atka gaya mujhe,
Mujh ko bhi bachpan ka sa ek mazaq samaj ke,
Chhoti si ek hansi mein uraa gaya mujhe,
Do din mein uss ke dil se mohabat utar gayi,
Aur do hi din mein yaad se mita gaye mujhe.

Aashikon ke dil mein
Aashikon ke dil mein samandar hota hai,
Iski har boond mein ishq hota hai,
Jab yeh foot padta hai aankhon se,
Toh isse rok paana bada mushkil hota hai.
Iski har boond mein ishq hota hai,
Jab yeh foot padta hai aankhon se,
Toh isse rok paana bada mushkil hota hai.
mohabbat mein kho jaane do
Mujhe teri mohabbat mein kho jaane do,
Har lamha mar ke aaj phir jee jaane do,
Isse mahobbat ne dil ko aaj phir dhadkaya hai,
Mujhe ishq ki baaho mein so jaane do,
Tadap ki aag hai judaai ki baahon mein,
Mujhe aaj iss mohabbat se mil jaane do,
Meri saans chalti hai tere naam ki aahat pe,
Mujh benaam ko iss naam mein kho jaane do,
Kasam tujhe chalne wali hawaon ki mehboob,
Mujhe iss mohabbat ki aag mein jal jaane do.

Hasna chaha toh
Hasna chaha toh khushiyo ne saath dene se inkaar kar diya,
Pyaar karna chaha toh aapne ne saath dene se inkaar kar diya,
Na jaane kaun se janm ka paap hai ham par,
Jab rona chaha toh aansuo ne saath dene se inkar kar diya.
Pyaar karna chaha toh aapne ne saath dene se inkaar kar diya,
Na jaane kaun se janm ka paap hai ham par,
Jab rona chaha toh aansuo ne saath dene se inkar kar diya.
Woh kisi aur ka naseeb tha
Khuli aankho ka nazara ajeeb tha,
Jinke liye hum roz karte the duaa,
Woh kisi aur ka naseeb tha,
Zara dekhiye toh hamari badnaseebi,
Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha.
Jinke liye hum roz karte the duaa,
Woh kisi aur ka naseeb tha,
Zara dekhiye toh hamari badnaseebi,
Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha.
Mohabbat ka ajeeb karobaar
Mohabbat ka ajeeb karobaar hum ne kiya,
Woh bewafa sahi magar pyaar hum ne kiya,
Agar woh chor gaya toh mat kaho bura ussko,
Qasoor uska nahi aitebaar hum ne kiya.
Woh bewafa sahi magar pyaar hum ne kiya,
Agar woh chor gaya toh mat kaho bura ussko,
Qasoor uska nahi aitebaar hum ne kiya.
Pyaar kabhi karna hi nahi
Pyaar kabhi karna hi nahi,
Kiya toh adhoora chodna nahi,
Agar chodna pada toh dena safai,
Varna log isse kahenge bewafai.
Kiya toh adhoora chodna nahi,
Agar chodna pada toh dena safai,
Varna log isse kahenge bewafai.
Dil pe fida hoke toh dikhaiye
Chehre pe fida toh har koi hota hai,
Dil pe fida hoke toh dikhaiye,
Jaan lutaane ki baat toh sab karte hai,
Dil se kabhi apna maan ke toh dekhiye.
Dil pe fida hoke toh dikhaiye,
Jaan lutaane ki baat toh sab karte hai,
Dil se kabhi apna maan ke toh dekhiye.
Phir pyaar kisse tum kehte ho
Phir pyaar kisse tum kehte ho,
Khamoshi zuban ke lafzoon mein,
Kuch posheeda si baton mein,
Kuch chahat ki barsatein hai,
En baton ko ham mudat se sene mein chpai baithe hai,
Kuch payee bina kuch kho dena,
Phir pyaar kisse tum kehte ho
Khamoshi zuban ke lafzoon mein,
Kuch posheeda si baton mein,
Kuch chahat ki barsatein hai,
En baton ko ham mudat se sene mein chpai baithe hai,
Kuch payee bina kuch kho dena,
Phir pyaar kisse tum kehte ho
Yaado ki halki barish
Waqt ki dundh mein jeena chahata hoon,
Yaado ki halki barish mein bheegna chahata hoon,
Chahata hoon ki uss gujre waqt ko wapas le aaun,
Par waqt toh waqt hai, waqt se har baar maath khata hoo.
Yaado ki halki barish mein bheegna chahata hoon,
Chahata hoon ki uss gujre waqt ko wapas le aaun,
Par waqt toh waqt hai, waqt se har baar maath khata hoo.
apna banane ki ijazat dedo.
Dil mein basane ki khud ko iski ijazat dedo,
Mujhko tum apna banane ki ijazat dedo.
Tum meri zindagi ki ek haseen lamha ho,
Phoolon se khud ko sajanay ki ijazat dedo.
Main kitna chahta hoon kiss tarha bataoon tumhe,
Mujhe yeh aaj batane ki ijazat dedo,
Tumhari raat si zulfon mein chand sa chehra,
Mujhe yeh sham sajane ki ijazat dedo.
Mujhe qaid kar lo apne ishq mein,
Yeh jaan tum pe lootane ki ijazat dedo.

har baat yaad aayegi
Yaad karoge toh har baat yaad aayegi,
Suhane waqt ki mauj ruk jayegi,
Dhoodoge agar hamse behtar dost koi,
Nigah door tak jayegi aur laut aayegi.
Suhane waqt ki mauj ruk jayegi,
Dhoodoge agar hamse behtar dost koi,
Nigah door tak jayegi aur laut aayegi.
Sisa nahi pathar sa banado
Vaar nahi yeh toh unki fitrat hai,
Hansi toh har haseen chehre ki jaroorat hai,
Naazuk sa yeh dil tufaan se takrane ki himmat rakhta hai,
Sisa nahi pathar sa banado isse,
Jo nazron ke teer ka rasta badal sakta hai.
Hansi toh har haseen chehre ki jaroorat hai,
Naazuk sa yeh dil tufaan se takrane ki himmat rakhta hai,
Sisa nahi pathar sa banado isse,
Jo nazron ke teer ka rasta badal sakta hai.
Sach toh yeh hai
Sach toh yeh hai ke kasoor apna hai,
Chand ko choone ki tamanna ki,
Aasman ko zameen par maanga,
Chaha ke phool pattharon pe khile,
Kaanton mein ki talash khushboo ki,
Aarzoo ki ke raakh thandak de,
Barf mein dhoondte rahe garmi,
Khawab jo dekha socha sach ho jaye,
Iss ki hum ko saza toh milni thi,
Sach toh yeh hai ke kasoor apna hai.
Chand ko choone ki tamanna ki,
Aasman ko zameen par maanga,
Chaha ke phool pattharon pe khile,
Kaanton mein ki talash khushboo ki,
Aarzoo ki ke raakh thandak de,
Barf mein dhoondte rahe garmi,
Khawab jo dekha socha sach ho jaye,
Iss ki hum ko saza toh milni thi,
Sach toh yeh hai ke kasoor apna hai.
Koi purani yaad
Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,
Itni jalti dhoop mein yun kab tak ghoomo ge,
Aao chal ke beete dino ki chhaon mein bethe,
Uss lamhe ki baat karein ke jiss mein koi phool khila tha,
Uss lamhe ki baat karein jiss mein kisi ki aawaz ki chandi khanaki thi,
Uss lamhe ki baat karein ke jiss mein kisi ki nazon ke moti barsey thay,
Koi purani yaad mera rasta rok kar muj se kehtii hai,
Itni jalti dhoop main yun kab tak ghoomo ge.

mushkil ko manzil samajhte hai
Log har manzil ko mushkil samajhte hai,
Hum har mushkil ko manzil samajhte hai,
Bada farq hai logon aur humare nazriyee mein,
Log dil ko dard aur hum dard ko dil.
Hum har mushkil ko manzil samajhte hai,
Bada farq hai logon aur humare nazriyee mein,
Log dil ko dard aur hum dard ko dil.
gham chupana padta hai
ss bedard zamaane se har gham chupana padta hai,
Zakhm hazaaron ho dil pe phir bhi muskurana padta hai,
Dekh kar yeh badon ki duniya mere dil ke kone mein,
Ek chota sa bachcha bada hone se darta hai,
Aisa lagta hai ki har imtihaan ko hamara hi pata de diya hai,
Tum se door jaa raha hoon jaane kaise jee paonga,
Dil se aawaz dena mujhe, waqt nahi hoon laut aaunga,
Naam mein kya rakha hai hum toh tumhare deewane hai,
En majnuon pe dhyaan mat do yeh toh jalti shama ke parwaane hai.

Kaun hai apna
Kaun hai apna aur kaun paraya in sab mein kyon uljhe,
Khud hi khud ki phikr kar pehle khud ko toh apna samjhe.
Khud se khud ki zindagi na sudhri toh dusron ko de laat
Aaja aaj hi thaan le yeh ki karna hai kismat se do do haath.
Dukh ki raat no hogi kahin, aisi sabera na zindagi mein hogi
Khud hi khud mein viswas bhar de phir kabhi na haar hogi.

apnakar tanha chhod diya
Jis shaks se humne rishta banaya,
Ussi ne apnakar tanha chhod diya,
Ke ab hum keh sakte hai,
Jab bhi humne khushi ki hawa khayi,
Dukh ke din samne aa gaye.
Ussi ne apnakar tanha chhod diya,
Ke ab hum keh sakte hai,
Jab bhi humne khushi ki hawa khayi,
Dukh ke din samne aa gaye.
Dil ne dil ko pukara hai
Dil ne dil ko pukara hai,
Hontho par naam tumhara aaya hai,
Dil ki chahat ne pukara hai,
Aankho ke samne chehra tumara aaya hai,
Mujhe pata hai ki tum aaogi,
Bar bar khyal yeh mann mein aaya hai.
Hontho par naam tumhara aaya hai,
Dil ki chahat ne pukara hai,
Aankho ke samne chehra tumara aaya hai,
Mujhe pata hai ki tum aaogi,
Bar bar khyal yeh mann mein aaya hai.
laut kar zindagi mein meri
Baar baar laut kar zindagi mein meri mujhe yun na sataya karo,
Jaanta hoon main ki tum bewafa ho
Kam se kam in bujhti nigaahon mein pani ke chirag na jalaya karo.
Jaanta hoon main ki tum bewafa ho
Kam se kam in bujhti nigaahon mein pani ke chirag na jalaya karo.
Teri khushi meri jaan hai
Teri muskurahat meri pehchan hai,
Teri khushi meri jaan hai,
Kuch bhi nahi meri zindagi bas itna samajh le,
Ki teri dosti hi meri shaan hai.
Teri khushi meri jaan hai,
Kuch bhi nahi meri zindagi bas itna samajh le,
Ki teri dosti hi meri shaan hai.
Har pal keemti hai
Har pal keemti hai,
Har pal ko samete chal,
Kaun jaane kiss pal mein chhipa, tera aane wala kal,
Pal ko bhulaake mat pachtana kal,
Yehi jo tere paas hai issi mein jeeta chal,
Jeena zindagi hai bandhu!
Maut toh bas ek pal ki kahani hai,
Maut se pehle ki yeh hazaaron pal mein basi teri zindagani hai.

tumse jo keh na sake
Aaj tak jo hum tumse keh na sake,
Aaj wazahat se iqrar karte hai jise,
Tum rooz dekhte ho aainay mein isse,
Hum bepanah pyaar karte hai.
Aaj wazahat se iqrar karte hai jise,
Tum rooz dekhte ho aainay mein isse,
Hum bepanah pyaar karte hai.
ek paigaam reh jayega
o goom ho gaya aks mera en hawaaon mein,
Ek paigaam reh jayega
Na rahegi yaad meri koi, bas naam reh jayega
Aate hi saawan, ek phool naya khil jayega
Ek boond hi sahi, anshoo mere naam ka bhi koi barsayega
Kahi mitt jayegi meri surat, kahi kho jayenge mere alfaaz
Par saanson ke sang hi sahi, ek paigaam reh jayega

Kab tak khud ko rok payegi
Kab tak khud ko rok payegi,
Bina mere woh na reh payegi.
Main bas junga uski yaado mein iss tarah,
Ki phir woh doosro ko yaad karna bhool jayegi.
Bina mere woh na reh payegi.
Main bas junga uski yaado mein iss tarah,
Ki phir woh doosro ko yaad karna bhool jayegi.
tujhko apna bana liya maine
Dil ki tadap ko kaise lafjo mein bayan karoon,
Teri yaad ko kaise apne dil se juda karoon,
Dil hi dil mein tujhko apna bana liya maine,
Tujh bin guzara kaise main mere meherba karoon.
Teri yaad ko kaise apne dil se juda karoon,
Dil hi dil mein tujhko apna bana liya maine,
Tujh bin guzara kaise main mere meherba karoon.
Sunday, April 26, 2009
Dil ki tadap
Dil ki tadap ko kaise lafjo mein bayan karoon,
Teri yaad ko kaise apne dil se juda karoon,
Dil hi dil mein tujhko apna bana liya maine,
Tujh bin guzara kaise main mere meherba karoon.
Teri yaad ko kaise apne dil se juda karoon,
Dil hi dil mein tujhko apna bana liya maine,
Tujh bin guzara kaise main mere meherba karoon.
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhton pe naam likhna
Hamein bhi hai yaad aaj tak woh
Nazar se harf-e-salaam likhna
Woh chaand chehare woh bahaki baatein
Sulagate din the mahakati raatein
Woh chhote-chhote se kagazon par
Mohabbaton ke payaam likhna
Gulaab chehron se dil lagana
Woh chupake chupake nazar milana
Woh aarazoon ke khvab bunana
Woh kissaa-e-naatamaam likhna
Mere nagar ki hasin fazaao
Kahin jo unke nishaan paao
Toh poochna yeh kaha base ho
Kaha hai unka qayaam likhna
Ga_ii ruton mein hamara
Bas ek hi toh yeh mashagala tha
Kisi ke chehare ko subah kehna
Kisi ki zulfon ko shaam likhna
Kabhi darakhton pe naam likhna
Hamein bhi hai yaad aaj tak woh
Nazar se harf-e-salaam likhna
Woh chaand chehare woh bahaki baatein
Sulagate din the mahakati raatein
Woh chhote-chhote se kagazon par
Mohabbaton ke payaam likhna
Gulaab chehron se dil lagana
Woh chupake chupake nazar milana
Woh aarazoon ke khvab bunana
Woh kissaa-e-naatamaam likhna
Mere nagar ki hasin fazaao
Kahin jo unke nishaan paao
Toh poochna yeh kaha base ho
Kaha hai unka qayaam likhna
Ga_ii ruton mein hamara
Bas ek hi toh yeh mashagala tha
Kisi ke chehare ko subah kehna
Kisi ki zulfon ko shaam likhna
Yeh yaad hai tumhari
Yeh yaad hai tumhari, ya yaado mein tum ho,
Yeh khwab hai tumhare, ya khwaboo mein tum ho,
Hum nahi jante, humein bas itna bata do ki,
Hum jaan hai tumhari ya humari jaan tum ho.
Yeh khwab hai tumhare, ya khwaboo mein tum ho,
Hum nahi jante, humein bas itna bata do ki,
Hum jaan hai tumhari ya humari jaan tum ho.
pass reh kar bhi
Kaun kehta hai ki hum majboor hai,
Pyaar karte hai kya hua agar door hai,
Log pass reh kar bhi pyaar ko nahi samajhte,
Aur ek hum hai ke door reh kar bhi pyaar se bharpor hai!
Pyaar karte hai kya hua agar door hai,
Log pass reh kar bhi pyaar ko nahi samajhte,
Aur ek hum hai ke door reh kar bhi pyaar se bharpor hai!
pyaar tha kitna
aise chahte thay hum unhe,
Woh bhi humein chahte toh kya baat hoti,
Pane ka armaan toh tha,
Bin maange mil jaate toh kya baat hoti,
Iss dil mein pyaar tha kitna,
Woh jaan jaate toh kya baat hoti,
Humne maanga tha unhe khuda se,
Woh bhi hume maang lete toh kya baat hoti.

tum bin zindagi
Meri biwi ne wada kiya hai hum khawb mein aayegi
Magar nind hi aati nahi toh khawb kaha se aayegi
Meri biwi ne ghar aane ka wada kiya hai panchwe din ka
Magar kisi se sun liya hoga ke yeh zindagi char din ki hai
Magar nind hi aati nahi toh khawb kaha se aayegi
Meri biwi ne ghar aane ka wada kiya hai panchwe din ka
Magar kisi se sun liya hoga ke yeh zindagi char din ki hai
Dil ki halat
Dil ki halat kisi se kahi nahi jati,
Dil ki halat aab humse sahi nahi jati,
Tadapti toh hogi woh bhi meri tarha,
Warna yoon kisi ki yaad har pal nhi aati.
Dil ki halat aab humse sahi nahi jati,
Tadapti toh hogi woh bhi meri tarha,
Warna yoon kisi ki yaad har pal nhi aati.
aankhein muskurati hai
Waqt ne iss qadar uss gam ko bhi bhula diya,
Jab main jita tha har roz sirf ghut ghut kar,
Meri tanhai meri haqiqat ko bayan karti hai,
Aaj bhi aankhein muskurati hai toh bas nam ho kar.
Jab main jita tha har roz sirf ghut ghut kar,
Meri tanhai meri haqiqat ko bayan karti hai,
Aaj bhi aankhein muskurati hai toh bas nam ho kar.
Likhne laga jab
Likhne laga jab unke liye kuch,
Toh bus likhta hi gaya,
Jab bhejhne ki bari aayi,
Toh kuch bhi unke kabil na rhaa.
Toh bus likhta hi gaya,
Jab bhejhne ki bari aayi,
Toh kuch bhi unke kabil na rhaa.
Unki tarif karne ke liye.
Hamesha chorata rahaa lafaz,
Unki tarif karne ke liye,
Lekin jab khud likhne laga
Toh mujhe mile na lafaz
Unki tarif karne ke liye.
Unki tarif karne ke liye,
Lekin jab khud likhne laga
Toh mujhe mile na lafaz
Unki tarif karne ke liye.
hindi gazal
Main zinda hoon yeh ehsaas bhi na hoga unko,
Nikala gaya hoon mar ke apne ghar se hi thodar,
Jine ki chahat na thi par gham bhi gawara na tha,
Har taraf mushkilein thi koi apna sahara na tha.
Nikala gaya hoon mar ke apne ghar se hi thodar,
Jine ki chahat na thi par gham bhi gawara na tha,
Har taraf mushkilein thi koi apna sahara na tha.
Bhar de khusiyan saari
Gulaabi laal pila aur hari
Bhar de zindagi mein khusiyan saari,
Yehi dua aap ke liye hai
Khuda se meri.
Bhar de zindagi mein khusiyan saari,
Yehi dua aap ke liye hai
Khuda se meri.
Dil se nikalti hai yeh dua
Dil se nikalti hai yeh dua hamari,
Puri ho jaye har khwaish tumhari,
Jindagi mein tumhe kami na rahe koi,
Chahe khuda kam kar de 2-4 kushi hamari.
Puri ho jaye har khwaish tumhari,
Jindagi mein tumhe kami na rahe koi,
Chahe khuda kam kar de 2-4 kushi hamari.
dil na dena.
Jindagi mein kabhi mayush na hona,
Dil rooe magar aankhoo se na rona,
Hasti hai duniya dil par jakham dekar,
Khuda ke waaste kissi ko apna dil na dena.
Dil rooe magar aankhoo se na rona,
Hasti hai duniya dil par jakham dekar,
Khuda ke waaste kissi ko apna dil na dena.