God ne tujhe bheja to bheja
God ne tujhe bheja to bheja, lekin behja to aisa bheja ki behje main bheja hi nahi bheja, Ye mujhe kise ne bheja, isliye maine tujhe bheja
Monday, May 18, 2009
Aapke life mein mithas ho cadbury jaise
Aapke life mein mithas ho cadbury jaise,
Aapke life mein mithas ho cadbury jaise, ronak ho nerolac paint jaise, mehak ho axe jaise, tazgi ho colgate jaise, aur tenssion free rehe huggies jaise!
Aapke life mein mithas ho cadbury jaise, ronak ho nerolac paint jaise, mehak ho axe jaise, tazgi ho colgate jaise, aur tenssion free rehe huggies jaise!
Meri umbrella Kab wapis kro ge
Meri umbrella Kab wapis kro ge!
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho. Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,Jab bheegte hain tum yaad aate ho, Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho. Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,Jab bheegte hain tum yaad aate ho, Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
Ball to pahle se hi gol hai
Ball to pahle se hi gol hai
Laloo: 2 his P.A.: Itne khilari kyun football ko laat mar rahe hai? P.A.: Goal kar ne k liye. Laloo: Susra, Ball to pahle se hi gol hai aur kitna gol karenge.!
Laloo: 2 his P.A.: Itne khilari kyun football ko laat mar rahe hai? P.A.: Goal kar ne k liye. Laloo: Susra, Ball to pahle se hi gol hai aur kitna gol karenge.!
Khidki se deakho to raste pe koi nahi tha
Khidki se deakho to raste pe koi nahi tha
Khidki se deakho to raste pe koi nahi tha, Khidki se dekha to raste pe koi nahi tha, Raste pe ja ke dekha to khidki pe koinahi tha..
Khidki se deakho to raste pe koi nahi tha, Khidki se dekha to raste pe koi nahi tha, Raste pe ja ke dekha to khidki pe koinahi tha..
25 saal se amara koon peeta aay..
25 saal se amara koon peeta aay..!
Doctor says to pathan: Appka aur aapki biwi ka blood group ek hi hai? Pathan: Hoga zaror hoga; 25 saal se amara koon peeta aay..
Doctor says to pathan: Appka aur aapki biwi ka blood group ek hi hai? Pathan: Hoga zaror hoga; 25 saal se amara koon peeta aay..
higher studies
higher studies
Pathan sitting on the top of the mountain and studying.. When a person askied what he was doing.. He replied.. Oye! higher studies yaar..
Pathan sitting on the top of the mountain and studying.. When a person askied what he was doing.. He replied.. Oye! higher studies yaar..
Dosti Kro College wali se
Dosti Kro College wali se
Dosti kro college wali se, Ishq larao office wali se, Flirt kro pros wali se, Pyar kro dilwali se, ankh larao sali se, aur maar khao ger wali se
Dosti kro college wali se, Ishq larao office wali se, Flirt kro pros wali se, Pyar kro dilwali se, ankh larao sali se, aur maar khao ger wali se
sadak hi sidhi nikli
sadak hi sidhi nikli.
Suchta tha har mor per aap ka intezar karenge.. per, per, per, per, per, per, per, per, per, kambhakat sadak hi sidhi nikli.
Suchta tha har mor per aap ka intezar karenge.. per, per, per, per, per, per, per, per, per, kambhakat sadak hi sidhi nikli.
Message pe message bhejte ho
Message pe message bhejte ho,
Message pe message bhejte ho, bhej bhej ke bheja kharab karte ho, bhejte ho toh bhi kya bhejte ho, khud ka bheja to chalta nahi dosron ka bheja hua bhejte ho!!
Message pe message bhejte ho, bhej bhej ke bheja kharab karte ho, bhejte ho toh bhi kya bhejte ho, khud ka bheja to chalta nahi dosron ka bheja hua bhejte ho!!
Meri to behan hai
Meri to behan hai"!
Sardar going with his sister, Some shouts "Oye, ,mashoka le ker kahan nikle" Sardar gets furious & slap him & says" Oye. mashoka hogi tero. Meri to behan hai"
Sardar going with his sister, Some shouts "Oye, ,mashoka le ker kahan nikle" Sardar gets furious & slap him & says" Oye. mashoka hogi tero. Meri to behan hai"
wife- husband
Wife- i will die. Husband- i will also die.
Wife- i will die. Husband- i will also die. Wife- Why do you want 2 die? hosband- bcoz ma itni khushi bardasht nahi kar sakta:!
Wife- i will die. Husband- i will also die. Wife- Why do you want 2 die? hosband- bcoz ma itni khushi bardasht nahi kar sakta:!
5 great people:
5 great people:
5 great people: 1.Quaid, woh to ab rahe nahi 2.Wasim Akram woh kisi kaam ka nahi, 3.Aishwarya Rai, apni pohanch say bahir. Baqi rahe aap aur hum So keep in Touch
5 great people: 1.Quaid, woh to ab rahe nahi 2.Wasim Akram woh kisi kaam ka nahi, 3.Aishwarya Rai, apni pohanch say bahir. Baqi rahe aap aur hum So keep in Touch
Jo Juldi mile woh hai gum
Jo Juldi mile woh hai gum
Jo juldi mile woh hai gum, jo dair se mile woh hai paisa,jo kisi kisi ko mile woh hai pyar, jo kismat se mile woh hain AAP.
Jo juldi mile woh hai gum, jo dair se mile woh hai paisa,jo kisi kisi ko mile woh hai pyar, jo kismat se mile woh hain AAP.
Sunday, May 17, 2009
Nazar andaz kaise kare aapko
Nazar andaz kaise kare aapko,
nazron me bithaya hai jo aapko,
yaad aane par roye bhi to kaise,
darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko
nazron me bithaya hai jo aapko,
yaad aane par roye bhi to kaise,
darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko
Sari umar Aankhon me ik sapna yaad raha
Sari umar Aankhon me ik sapna yaad raha,
Sadiyaan beet gayi jisme woh lamha yaad raha,
Na jane kya baat thi Unme,
Sari Mehfil bhool gaye bus wo hi ek Chehra yaad raha
Sadiyaan beet gayi jisme woh lamha yaad raha,
Na jane kya baat thi Unme,
Sari Mehfil bhool gaye bus wo hi ek Chehra yaad raha
Humne banaye rishte kaise ho gaye
Humne banaye rishte kaise ho gaye,
Kabhi aapke dost the aaj aise waise ho gaye,
Aate nahi aajkal SMS aapke,Lagta hai dost se pyare paise ho gaye..
Kabhi aapke dost the aaj aise waise ho gaye,
Aate nahi aajkal SMS aapke,Lagta hai dost se pyare paise ho gaye..
Zindagii kii baat sun kar kyaa kahein
Zindagii kii baat sun kar kyaa kahein,
Ek tamannaa thii taqaazaa ban gaii hai.
yeh sard raat, yeh aavaragii, yeh neend kaa bojh,
Hum apaney shehar mein hotey to GHAR gaye hotey
Ek tamannaa thii taqaazaa ban gaii hai.
yeh sard raat, yeh aavaragii, yeh neend kaa bojh,
Hum apaney shehar mein hotey to GHAR gaye hotey
Sath roti thi
Sath roti thi mery sath hansa krti thi woh Jo mery dil me basa krti thi… Meri chaht ki talabgar thi wo is qadar K namazon me milne ki dua karti thi… Ek pal ka bichrna b gavara na tha usko Rotay rotay wo mujhe khud se juda krti thi… Meray dil me wo rhi dhrkan ban kar Or saye ki trha sath chla krti thi… ROG-E-DIL jo laga bethi anjane main Meri aghosh maix marne ki dua krti thi… Bat kismat ki he jo juda ho gye hum Warna wo to mujhy taqdir kaha krti thi…
Khusbuon ki tarha
Khusbuon ki tarha meri her saans mein, Pyar apna basane ka wada kro, Rang jitne tumhari mohabat k hain, Meray dil mein sajane ka wada kro, Hai tumhari wafao pe mujko yaqeen, Phir b dil chahta hai meray dil nashen, Yunhi meri tasali ki khatir zara, Mujko apna banane ka wada kro, Mein tumhain yaad rakhne ki khaon qasam, Tum mujhe na bhoolane ka wada kro…
Dosti insan ki zaroorat hai
Dosti insan ki zaroorat hai,
dilon pe dosti ki huqumat hai,
aap ke pyar ki wajah se zinda hain,
warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai.
dilon pe dosti ki huqumat hai,
aap ke pyar ki wajah se zinda hain,
warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai.
Kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage
Kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage,
Kitna benoor hai sapna haqueequat ke aage,
Koi ruki hui dhadkan se pooche ,
Kitna tadapta hai dil mohhabbat ke aage
Kitna benoor hai sapna haqueequat ke aage,
Koi ruki hui dhadkan se pooche ,
Kitna tadapta hai dil mohhabbat ke aage
Zindagi nahin humein doston se pyaari
Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !
Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste
Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste,
Anjane mod par kuchh log dost ban jate hain,
Milne ki khushi de ya na de
Bichhadne ka gam zarur de jate hain.
Anjane mod par kuchh log dost ban jate hain,
Milne ki khushi de ya na de
Bichhadne ka gam zarur de jate hain.
Sari umar Aankhon me ik sapna yaad raha
Sari umar Aankhon me ik sapna yaad raha,
Sadiyaan beet gayi jisme woh lamha yaad raha,
Na jane kya baat thi Unme,
Sari Mehfil bhool gaye bus wo hi ek Chehra yaad raha
Sadiyaan beet gayi jisme woh lamha yaad raha,
Na jane kya baat thi Unme,
Sari Mehfil bhool gaye bus wo hi ek Chehra yaad raha
Kaanch ko Chahat thi Paththar pane ki
Kaanch ko Chahat thi Paththar pane ki,
Ek pal me fir tootkar bikhar jane ki,
Chahat bus itni thi us Deewane ki,
Apne tukro me Tasveer uski sajane ki
Ek pal me fir tootkar bikhar jane ki,
Chahat bus itni thi us Deewane ki,
Apne tukro me Tasveer uski sajane ki
Zindagi bahut kuch sikhati hai
Zindagi bahut kuch sikhati hai,
Kabhi hasati hai to kabhi rulati hai,
Kudh se Zyada kisipe bharosa mat karna
Andhere me to Parchai bhi saath chor jati hai
Kabhi hasati hai to kabhi rulati hai,
Kudh se Zyada kisipe bharosa mat karna
Andhere me to Parchai bhi saath chor jati hai
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare,
Kare to qayamat tak judaa na kare.
Ye maana ki koi marta nahi judaai mein,
Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein
Kare to qayamat tak judaa na kare.
Ye maana ki koi marta nahi judaai mein,
Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !
Sari umar Aankhon me ik sapna yaad raha
Sari umar Aankhon me ik sapna yaad raha,
Sadiyaan beet gayi jisme woh lamha yaad raha,
Na jane kya baat thi Unme,
Sari Mehfil bhool gaye bus wo hi ek Chehra yaad raha
Sadiyaan beet gayi jisme woh lamha yaad raha,
Na jane kya baat thi Unme,
Sari Mehfil bhool gaye bus wo hi ek Chehra yaad raha
Kal raat hamare aangan me Chaand utra
Kal raat hamare aangan me Chaand utra,
Par sitaro ko gawara na tha,
Hum to Sitaro se bhi Bagawat kar lete,
Par kya karte wo Chaand hi hamara na tha
Par sitaro ko gawara na tha,
Hum to Sitaro se bhi Bagawat kar lete,
Par kya karte wo Chaand hi hamara na tha
Dosti insan ki zaroorat hai
Dosti insan ki zaroorat hai,
dilon pe dosti ki huqumat hai,
aap ke pyar ki wajah se zinda hain,
warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai
dilon pe dosti ki huqumat hai,
aap ke pyar ki wajah se zinda hain,
warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai
Kya Fayada Kisi ko chahane ka
Kya Fayada Kisi ko chahane ka ?
Kya Fayada Kisi ki yadon me aansu bhane ka ?
jo samjhe na kisi ke dil mein basa pyaar..
kya fayad uske pyaar meindil ko tadpane ka..
Kya Fayada Kisi ki yadon me aansu bhane ka ?
jo samjhe na kisi ke dil mein basa pyaar..
kya fayad uske pyaar meindil ko tadpane ka..
Darte hain agg say kahin jal na jayen..
Girl : (Emotionaly)
Darte hain agg say kahin jal na jayen..
darte hain Khwab say Kahin Toot Na jayen..
Lakin Sub Say Ziada Darty hain Es baat say…
Kay App Hamain KAhin Bhool Na jaye..
Boy :
Yeh mat sochna ki hum bhool jayenge tuemhe…
Door rehkar bhi hamesha chahenge tumhe…
Agar Dost bankar raas na aaye to…..
Bhoot bankar darayenge tumhee…

Bhehar ki gali main paan ki dukan
Bhehar ki gali main paan ki dukan
Devdas ne dekhi Paro Ki muskan,
Devdas ne khilaya paro ko paan,
Khake paan Paro bolo”Shukriya Bhai Jan
Devdas ne dekhi Paro Ki muskan,
Devdas ne khilaya paro ko paan,
Khake paan Paro bolo”Shukriya Bhai Jan
Nazar andaz kaise kare aapko
Nazar andaz kaise kare aapko,
nazron me bithaya hai jo aapko,
yaad aane par roye bhi to kaise,
darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko.
nazron me bithaya hai jo aapko,
yaad aane par roye bhi to kaise,
darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko.
Saturday, May 16, 2009
Wo nadiya nahi aansu the humare
Wo nadiya nahi aansu the humare,
jinpar wo kashti chalate rahe,
Manzil mile unhe ye chahat thi humari,
isiliye hum aansu bahate rahe.
jinpar wo kashti chalate rahe,
Manzil mile unhe ye chahat thi humari,
isiliye hum aansu bahate rahe.
Ae mere hamnashee chal kahi aur chal
Ae mere hamnashee chal kahi aur chal,
Is chaman me ab apna guzara nahi,
Baat hoti Phoolon tak to seh lete hum,
Ab to Kaanton pe bhi haq hamara nahi
Is chaman me ab apna guzara nahi,
Baat hoti Phoolon tak to seh lete hum,
Ab to Kaanton pe bhi haq hamara nahi
Woh Samajte Hai...
Woh Samajte Hai Humne unhe Bhula Rakha hai,
Woh nahi Jante Dil mein Chupa Rakha Hai,
Dekh na le koiunhe Meri Ankhon mein,
Is Darr se Palko ko Jhuka Rakha Hai…
Woh nahi Jante Dil mein Chupa Rakha Hai,
Dekh na le koiunhe Meri Ankhon mein,
Is Darr se Palko ko Jhuka Rakha Hai…
Ful ki shuruwat kalise hoti hai
Ful ki shuruwat kalise hoti hai,
Zindagi ki shuruwat jaan se hoti hai,
Pyaar ki shuruwat dostise …
Aur dosti ki shuruwat aapase hoti hai !!!
Zindagi ki shuruwat jaan se hoti hai,
Pyaar ki shuruwat dostise …
Aur dosti ki shuruwat aapase hoti hai !!!
Tharo SMS
Tharo SMS jab jab aavay hai
Maro rom rom machal jawe hai
Ang ang mein gud gudi howe hai
Tharo SMS ka nahee kasoor
Maro mobile vibration pe howe he.
Maro rom rom machal jawe hai
Ang ang mein gud gudi howe hai
Tharo SMS ka nahee kasoor
Maro mobile vibration pe howe he.
Chirago se andhere door ho jate
Chirago se andhere door ho jate,
toh chand ki chahat hamme na hoti,
agar kat sakti akeli ye jindagi,
to apki jaroorat hamme na hoti..
toh chand ki chahat hamme na hoti,
agar kat sakti akeli ye jindagi,
to apki jaroorat hamme na hoti..
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare,
Kare to qayamat tak judaa na kare.
Ye maana ki koi marta nahi judaai mein,
Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein
Kare to qayamat tak judaa na kare.
Ye maana ki koi marta nahi judaai mein,
Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein
Golden words
Golden words
kabhi “zindagee”
me kisi k “pyar”
mai mat “rona”
Q k wo tumhare “ansuon”
k “qabil” nahe hoga
or “wo” jo is “qabil” hoga,
wo tumhe kabhi “rone” nahi dega
kabhi “zindagee”
me kisi k “pyar”
mai mat “rona”
Q k wo tumhare “ansuon”
k “qabil” nahe hoga
or “wo” jo is “qabil” hoga,
wo tumhe kabhi “rone” nahi dega
Is kadar hum yaar ko manane nikale
Is kadar hum yaar ko manane nikale,
uski chahat k hum diwane nikale,
Jab bhi use dil ka haal batana chaha,
to uske hoton se waqt na hone k bahane nikale..
uski chahat k hum diwane nikale,
Jab bhi use dil ka haal batana chaha,
to uske hoton se waqt na hone k bahane nikale..
Savera kya hua sitaron ko bhul gaye
Savera kya hua sitaron ko bhul gaye,
suraj kya aaya chand ko bhul gaye,
Kuch pal kya guzare humare bina,
aap to hume hi bhul gaye..
suraj kya aaya chand ko bhul gaye,
Kuch pal kya guzare humare bina,
aap to hume hi bhul gaye..
Main Wohe Hoon JIsay Tum Pyaar Kia Kertey They
Main Wohe Hoon JIsay Tum Pyaar Kia Kertey They
Din Main Soo Baar Mera Naam Liya Kertey They
Aaj Kya Baat Hay Kyun Mujh Say Khafa Bethey Ho
Kya Kisi Or Ko Dil Apna Bana Bethey Ho ?
Fasley Pehlay To Itney Na Hua Kertey They.
Main Woh Hoon Jisay Tum Pyaar Kia kertey They,
Mana Keh Ye Ghum Hay Koi Sougaat Nahi,
Tum Hamain Apna Kaho Aisay Bhi Halaat Nahi,
Ager Bhool Gaye Ho , To Koi Baat Nahi,
Zakhm To Pehlay Bhi Is Dil Pe Laga Kertey They,
Main Wohe Hoon,Jisay Tum Pyaar Kia Kertey They,
Jee Main Aat hay Keh Aaaj Tumhain Terpa Doon,
Dard Jo Tumnay Diye Wo Sub Tum Ko Louta Doun,
Ger Bhool Gaye Ho To Ye Batla Doun
Tum Mujhay Hasil-E- Armaan kaha Kertey They,
Main Wohe Hoon ,,,Jisay Tum Pyaar Kia Kertey They

“Kahun K Kia Ho Tum….?”
“Kahun K Kia Ho Tum….?”
Mere liye meri Duniya ho Tum,
Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum,
Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,
Kya maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,
Meri Nazar ki Talash ho Tum,
Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,
Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,
Mere Intizar ki Rahat ho Tum,
Mere Dil ki Chahat ho Tum,
Tum ho tu Duniya hai Meri,
Kaise Kahun k Sirf Pyar Nahin,
Meri JAAN ho Tum.
Mere liye meri Duniya ho Tum,
Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum,
Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,
Kya maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,
Meri Nazar ki Talash ho Tum,
Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,
Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,
Mere Intizar ki Rahat ho Tum,
Mere Dil ki Chahat ho Tum,
Tum ho tu Duniya hai Meri,
Kaise Kahun k Sirf Pyar Nahin,
Meri JAAN ho Tum.
Monday, May 4, 2009
Success is never permanent
Success is never permanent.
Failure is never final.
so always do not stop effoet
until your victory makes a history.
Good luck
Failure is never final.
so always do not stop effoet
until your victory makes a history.
Good luck
Friday, May 1, 2009
Khushbu ki tarah
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jaunga,
Sukun bankar dil mein utar jaunga,
Mehsus karneki koshish kijiye,
dur hokar bhi paas nazar aounga
Sukun bankar dil mein utar jaunga,
Mehsus karneki koshish kijiye,
dur hokar bhi paas nazar aounga