Tuesday, April 7, 2009

love messages

jam pe jam pine se kya fayda,
Sham ko pi subah utar jayegi.
Arey do boond dosti ke pi le,
Zindagi saari nashe mein guzar jayegi.

love hindi sms

Khuda se thoda raham khareed lete,
Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.
Agar kahi bikti khushiya meri,
To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete.

sms shayari

Rishton ki ye duniye hai niraali,
Sab riston se pyaari hai dosti tumhaar! i.
Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,
Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari

latest hindi sms

is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.
Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,
Yu yaad na karke saza na dijiye.

hindi sms

Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar,
Tere lab pa khilenge muskaan bankar,
Kabhi hamein apne se juda na samajhna,
Hum tere saath challenge aasmaan bankar.

love messages

Tumse doori ka ehsaas jab satane laga,
Tere saath guzra har lamha yaad aane laga,
Jabbhi tumhe bhulne ki koshish ki,
Ae dost tu dil ke aur paas ! aane laga..

love hindi sms

Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya,
Durr itne ho gaye ki pass bulaya na gaya,
Dil to dil tha samundar ka sahil nahi,
Likh diya naam to fir mitaya na gaya.

msg kiya ja raha hu.

Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu,
Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu,
Majburi to dekho is dil ki.
Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu.

hindi sms world

Hum to dil deneko taiyar baithe hai,
Darde mohabbat karne ko taiyar baite hai,
Par hai re meri futi kismat,
Koi dil leneko hi taiyar nahi.

teri judai

Zamane se nahi to tanhai se darta hu,
Pyar se nahi to ruswai se darta hu,
Milne ki umang bahot hoti hai dil me,
Lekin milne ke baad teri judai se darta hu.

hindi small sms

Yun durr reh! kar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.

hakikat

Ittefaq se hum mile,
Ittefaq se aap hume pasand aaye,
Ittefaq se hum dost bane,
Humari dosti ab ittefaq nahi,
Zindagi ki khoobsurat hakikat hai.

Mere Jineke Liye

Mere Jineke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai .
Dil Ke Kalam Se Likhi Ye ! Dastaan Hi Kafi Hai.
Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat-E-Nazneen,
Qatl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai

netaon ki mehfil

Har taraf netaon ki mehfil jami hai
Jhuthen wadon ki hod si machi hai
In sabke mukhoute,mukhoute hi rahegen
zameer inki to kabse soyi padi hai

hindi sms shayari

Ittefaq se hum mile,
Ittefaq se aap hume pasand aaye,
Ittefaq se hum dost bane,
Humari dosti ab ittefaq nahi,
Zindagi ki khoobsurat hakikat hai

Monday, April 6, 2009

new hindi sms

WADIYOON SE SOORAJ NIKAL AAYEA HAI,
FIZAAON ME NAYEA RANG CHHAYEA HAI,
AAP KYUN UDAAS BETHE HO,
AB TO MUSKARA DO HUMAARA SMA AAYEA HAI.

love sms in hindi

TERI HAR ADA MOHABBAT SI LAGTI HAI,
EK PAL KI JUDAI MUDAT SI LAGTI HAI,
PEHLE NAHI THA SOCHA AB SOCHTE HAIN,
ZINDAGI K HAR LAMHEN ME TERI ZARURAT SI LAGTI HAI.

love hindi sms

UTRA HAI MERE DIL ME KOI CHAND NAGAR SE,
AB KHOF NAHIN KOI ANDHERON K SAFAR SE,
WO BAAT HAI TUM ME K KOI TUM SA NAHIN HAI,
A KAASH KOI DEKHE TUMHEN MERI NAZAR SE!.

hindi sms

Seh liya har dard humne haste haste’
Ujd gaya ghar mera yaaro baste baste’
Ab wafa kare to kis se kare yaaro’
Wafa karne gaye to bewafa hi mile raste raste.

romantic sms

NA PYAR, NA YAAR, NA MOHABBAT, NA DOSTI YAARO,
AAJ K DEVDAAS KI BAAT MAANO,
NA CHANDAR MUKHI NA PAARO BAS HAR LARKI KO AANKH MAARO.

funny hindi sms

BOY: TERI JUDAI ME NEEND URTI HAI CHAIN KHOTA HAI JAAN JAATI HAI OR DIL ROTA HAI,
.
.
.
GIRL: DOCTOR KO DIKHA LE BETA Q K DENGI VIRUS BHI AISE HI HOTA HAI!

sweet hindi sms

WADIYOON SE SOORAJ NIKAL AAYEA HAI,
FIZAAON ME NAYEA RANG CHHAYEA HAI,
AAP KYUN UDAAS BETHE HO,
AB TO MUSKARA DO HUMAARA SMA AAYEA HAI.

funny hindi

HUMAARE SMS SE LOG SAMAJHTE HAIN K HUMEN AADAT HAI PAISE URAANE KI,
LEKIN WHO NADAAN KIYA SAMJHEN ???
K YEH BHI EK ADA HAI KANJOOSON KO SHARAM DILAANE KI.

short hindi sms

TUMHAARI YAAD DIL SE JAANE NAHIN DENGE,
TUMHAARE JAISA DOST KHONE BHI NAHIN DENGE,
ROZ SHARAFAT SE SMS KIYA KARO WARNA ………,
EK KAAN K NEECHE DENGE OR RONE BHI NAHIN DENGE.

sad hindi sms

NAJAANE KIS BAAT KI WHO MUJH KO SAZA DETA HAI,
MERI HANSTI HUI AANKHON KO RULA DETA HAI,
MUDDAT SE KOI KHABBAR NAHIN AAYI USKI,
KIYA IS TARHA KOI APNON KO BHULA DETA HAI.

hindi sms world

AARZOO YEH NAHIN K GHAM KA TOOFAAN TAL JAAYE,
FIKAR TO YEH HAI K TUMHAARA DIL NA BIKHAR JAAYE,
KABHI BHI MUJH KO AGAR BHULANA CHAHO TUM,
DARD ITNA DENA K MERA DAM NIKAL JAAYE.

love sms

CHAHO TO NAWAZISH HAI NA CHAHO TO SHIKWA NAHIN ….
SAMJHO TO APNE HAIN NA SAMJHO TO KUCH BHI NAHIN ,,,,,

sms shayari

KHULOOS CHEEZ NAHIN JATAANE KI,
HUMEN AADAT NAHIN KISI KO BHULAANE KI,
HUM IS LIYE KAM YAAD KARTE HAIN AAP KO,
KUCH RISHTON KO NAZAR LAG JAATI HAI ZAMAANE KI.

sms shayari

DIL-O-NAZAR SE KUCH DAIR B JUDA RAKHON,
YEH MERE BAS ME NAHIN K TUJHE KHAFA RAKHON,
NAHIN HAI KUCH B MERE ZEHAN ME SIWA IS K,
MAIN TERI YAAD BHULA DOON TO YAAD KIYA RAKHON,
KABHI JO MUJH SE KOI POOCH LE MERI MARZI,
TO APNA NAAM MOHABBAT TERA WAFA RAKHON.

short hindi sms,

BAHUT CHAHA MAGAR UNHEN BHULA NA SAKE,
KHAYEALON ME KISI AUR KO LA NA SAKE,
US KO DEKH K AANSOO TO PONCH LIYE PAR,
KIS OR KO DEKH KE MUSKARA NA SAKE.

hindi sms shayari

DIL SE DIL KO CHURAYEA HAI AAP NE,
DOOR REH KAR BHI APNA BANAYEA HAI AAP NE,
AAP KO BHULAANA BHI MUMKIN NAHIN,
KIYON K YAAD RAKHNA BHI SIKHAYEA HAI AAP NE.

sms love

TUM DOST HO MERE SADA K LIYE,
MAIN ZINDA HOON TUMHAARI WAFA K LIYE,
KAR LENA LAAKHON SHIKWE MUJH SE MAGAR,
KABHI KHAFA NA HONA KHUDA K LIYE.

sms love message

MIL K BICHHARNA DASTOOR HAI ZINDAGI KA,
EK YEH HI QISA MASHHOOR HAI ZINDAGI KA,
BEETE PAL KABHI LOT KAR WAAPIS AATE NAHIN,
YEH HI SAB SE BARA QASOOR HAI ZINDAGI KA.

free text jokes

BHIKAARI: 1 RUPIYA DE DE, MAIN NE 3 DIN SE KHAANA NAHIN KHAAYEA HAI,
MEMON: 100 RUPE DOON GA PEHLE YEH BATA 1 RUPIYE ME KHAANA KAHAN MILTA HAI???

cool sms

Kaash hum tum ajnabi hote,
Jis tarhan log hua karte hein…
Be taAlluq sey, be taArruff sey.
Kaash hum tum ajnabi hote!

Be qaraari na be kali hoti,
Na mukammal, na Zindagi hoti…
Yun na hoti azyatein Dil mein.
Zindagi bhi na hoti mushkil mein!

Aansu’on se na dosti karte,
Apne Dil se na dushmani karte…
Doosr’on ki tarha hum bhi khush rehte,

Kaash hum tum ajnabi hote…!!!

funny jokes text

Aaina dekh kar begana ho gaya,
Wo apney he husn ka dewana ho gya
Muqabala husn main hisa lia ap ne bhi
Auron ko to cup mila mager ap ko jurmana ho gya

friendship sms

DOSTI KI “YAAD“ HAR WAQT HI SATAYE GI …
DUKH K WAQT DOSTI “YAAD“ AAYE GI….
US DIN JAANO GE DOST KI “QADAR“….
JIS DIN DOST SE Z=I=N=D=G=I RUTH JAAYE GI….

friendship sms

Duniya ki lahar hai dosti,
Dalti sham ka khula aasman hai dosti,
Jinko samajh me aa jaye to vah malamal,
Varna bina iske bilkul kangal hai dosti.

hindi sms shayari

Vishwas karna hum dosti apni nibhayenge,
Agar khuda bhi bulayega to kahe denge,
Dost agar ijazat dega to hi aayenge.
Dosti ek nagama hai jise gungunata hun mai,
Dosti wo rishta hai jise nibhata hun mai,
Akele jindagi kat nahi sakti hai,
Isiliye aap jaise pyare dost ko banata hun mai.
Sitaron ke bagair asman men kya rakha hai,
Bin tere jeene men rakha kya hai?
Lagta hai sub kuch adhura sa,
Dosti ke bagair duniya men rakha kya hai?

hindi sms

Hakikat mahobbat ki judai hoti hai,
Kabhi kabhi pyar men bewafai hoti hai,
Hamare taraf hath badakar to dekho,
Pata chalega ki dosti men kitani sacchai hoti hai.

love sms hindi

Agar mere saath main nahi chalna tha tumko….
To phir kyu mujhe raasta zindagi ka dikhaya ?
Beech raaste main kyu is tarah akela chodh diya?
kaho …kuch tho kaho
Kyu akela chodh diya …

love sms in hindi

Pyaar hum tumse karte rahenge.
Pyaar to tum bhi karti ho na..
To phir kyu yu sataati ho mujhe?
Ya keh do zeher peene ko,
Ya kaho phir mujhe jeene ko.

sms shayari

Jaan jaati hai meri ,
Jab yaad aati hai tumhari.
Tum to mujhe bhula dete ho…
To phir kyu yaad aate ho mujhe?
Hum jeene ke bahaane marte rahenge

Kyu rulaate ho mujhe ?

Kyu rulaate ho mujhe ?
Kyu bhool jaate ho mujhe?
Tere he sahaare to jee rahe hain hum..

To phir kyu akela chodh jaate ho ?
Har baat ko chupana ataa hai tumko,
Roothon ko manana ataa hai mujhe.
Roothe ho tum na jaane kis baat par mujh se…
To phir wo baat kyu nahi bataate ho tum mujhe?

sms shayari

Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!

sms shayari

Kaash tum nagme hame sunaye na hote,
Aaj unko sun kar aansu aye na hote.
Agar isi tarah bhool hi jaana tha,
To itni gehrai se dil me samaye na hote.

hindi shayari and sms

Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi,
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi…
Aap Jese Dost Jabse Mile,
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Jarurat Nahi…..

messages of love

dosti ki raho mai kabhi akelapan na mile,
aai dost zindagi mai tumhe kabhi gum na mile,
dua karte hai hum khuda se,
tuhme jo bhi dost mile HUM se kam na mile

love sms text

Humne bhi chaha har manjil karib ho,
har waqt aapka saath naseeb ho,
par wahan khuda bhi kya kare,
jahan insaan khud badnseeb ho.

yaad

Itna to bataho kya?
yahi chaandani jaa kar
koi khaab jagaati hai?,
tum ko bhi sataati hai?
Meri yaad aati hai